Kaa karu sajni aaye na baalam
Khoj rahin hain piya pardesi akhiyaan
Jab bhi koi aahat howe, manawaa moraa bhaage
Dekho kahin toote nahin, prem ke ye dhaage
Hai matawaari , preet hamari chhupe naa chhupaaye
Saawan ho tum main hoon toree badariyaa
Bhor bhayee aur, saanz dhalee, samay ne lee angdayee
Ye jag saaraa neend se haaraa, mohe neend na aayee
Main ghabraoon, dar dar jaaoon, aaye woh na aaye
Radha bulaaye kahan, khoye ho Kanhaiya