(Kabh milenge najane hum yaro phirse sabhi
laut kar na ayenge woh masti bhare din kabhi
ho dil ye apna kahe ki ae doston)-2 times
(i am really gonna miss this place
i am gonna miss my college days)-2 times
yaad hai woh sare lectures
humne jo bunk kiye the
proxy ka pakra jana
ho lafde kya kam kiye the
milke likhna woh journal
aur sab mission last me lipte
exams ki woh tayyari
aur likhna woh 3 ghante
aur bahar ake woh kehna
saala kya bekar paper set kiya tha yaar
milta 1st class kabhi yahan
toh lagti thi KT kabhi
laut kar ab na aayenge woh masti bhare din khabi
ho dil yeh apna kahe ki ae doston
(i am really gonna miss this place
i am gonna miss my college days)-2 times
yaad ayenge teachers humko dilse humesha
yaad aayega ye campus or iski apni ye duniya
ho yaad ayega humesha ye aashiyan
(i am really gonna miss this place and
i am gonna miss my college days)-4 times