Hindi Movie Blue Aaj Dil Gustakh Hai
Aaj Dil Gustakh Hai
Singers  Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh
Composers  A R Rahman
Lyricist Abbas Tyrewala, Sukhwinder Singh, Mayur Puri, Rajat Aroraa, Raqueeb Alam
Buy this song   (0.99 USD)
No of plays  934
Song Duration  05:29
Rating 
Lyrics of Aaj Dil Gustakh Hai by Hummaa! Help DeskPosted:2009-09-16 07:19:24
paya sa
chal chal sara rara re
khoya sa
chal chal sara rara re

aaj dil gustakh hai
paniyon pe aag hai
dhadkan bhi betaab hai
chal chal sara rara re

saanson mein sailab hai
kya surila khwab hai
dhadkan bhi betaab hai
chal chal sara rara re

dhoop ghum hai dekhke
do badan hai ret pe
saaya lekin ek hai
chal chal sara rara re

oooh… yeah!
chal chal sara rara tera junoon
oooh… yeah!
chal chal sara rara re
jaane kahaan milega
sukoon

aaj dil gustakh hai
paniyon pe aag hai
dhadkan bhi betaab hai
chal chal sara rara re

saanson mein sailab hai
kya surila khwab hai
dhadkan bhi betaab hai
chal chal sara rara re

meri shaam dhalti dhalti
kar rahi hai galti galti
teri raah chalti chalti hai kyun?

meri shaam dhalti dhalti
kar rahi hai galti galti
teri raah chalti chalti hai kyun?

baadloon pe udtaa hai
na ruke na mudta hai
waqt ko itna jaldi hai kyun?

baadloon pe udtaa hai
na ruke na mudta hai
waqt ko itna jaldi hai kyun?

oooh… yeah!
chal chal sara rara re
oooh… yeah!
chal chal sara rara re
jaane kahaan milega sukoon

aaj dil gustakh hai
paniyon pe aag hai
dhadkan bhi betaab hai
chal chal sara rara re

oooh… yeah!
chal chal sara rara tera junoon
oooh… yeah!

khoya sa paaya sa
saaya sa soya sa

khoya sa paaya sa
saaya sa soya sa

hu… kabhi toh dekho-dekho
kabhi to… paas aake!
halkey halkey kal ke nashey mein
aaj aankhein!
ye junoon khoobroo
khoobroo hai yaara tu
aur kya kahoon main kya kahoon

oooh… yeah!
chal chal sara rara tera junoon

surakh-roo dariya hua
pur sukoon dariya hua
kya kahoon mein kya hua
chal chal sara rara re
aasmaan chalka hua
din bhi hai dhalta hua
kya kahoon mein kya hua
chal chal sara rara re

oooh… yeah!
chal chal sara rara tera junoon
oooh… yeah!

khoya sa paya sa
saaya sa soya sa

khoya sa paya sa
saaya sa soya sa

sasasa sa re re re re

khoya sa paya sa
saaya sa soya sa

sasasa sa re re re re
Lyrics of Aaj Dil Gustakh Hai by Hummaa! Help DeskPosted:2009-09-16 07:19:24

  • Recent Listeners of 'Blue'

  Sivakumar R (New Delhi, India)
  Profile | Playlists | Friends